Humdard (From “Ek Villain”) Songtext
von Arijit Singh
Humdard (From “Ek Villain”) Songtext
Pal-do-pal ki hi kyun hai zindagi?
Iss pyaar ko hain sadiyan kaafi nahi
Toh Khuda se maang loon mohlat main ek nayi
Rehna hai bas yahan, ab door tujh se jaana nahi
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Teri muskurahatein hain taaqat meri
Mujh ko inhin se ummeed mili
Chahe kare koi sitam yeh jahan
Inmein hi hai sada hifaazat meri
Zindagani badi khoobsurat huyi
Jannat ab aur kya hogi kahin?
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Teri dhadkanon se hai zindagi meri
Khwahishein teri ab duayein meri
Kitna anokha bandhan hai yeh
Teri-meri jaan jo ek huyi
Lautunga yahan tere paas main, haan
Waada hai mera, mar bhi jaaun kahin
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Mm-mm-mm-mm, humdard hai
Mm-mm-mm-mm, humdard hai
Mm-mm-mm-mm, humdard hai
Mm-mm-mm-mm, humdard hai
Iss pyaar ko hain sadiyan kaafi nahi
Toh Khuda se maang loon mohlat main ek nayi
Rehna hai bas yahan, ab door tujh se jaana nahi
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Teri muskurahatein hain taaqat meri
Mujh ko inhin se ummeed mili
Chahe kare koi sitam yeh jahan
Inmein hi hai sada hifaazat meri
Zindagani badi khoobsurat huyi
Jannat ab aur kya hogi kahin?
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Teri dhadkanon se hai zindagi meri
Khwahishein teri ab duayein meri
Kitna anokha bandhan hai yeh
Teri-meri jaan jo ek huyi
Lautunga yahan tere paas main, haan
Waada hai mera, mar bhi jaaun kahin
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Mm-mm-mm-mm, humdard hai
Mm-mm-mm-mm, humdard hai
Mm-mm-mm-mm, humdard hai
Mm-mm-mm-mm, humdard hai
Writer(s): Mithoon Lyrics powered by www.musixmatch.com

