Jai Ganesh Gannath Songtext
von Hari Om Sharan
Jai Ganesh Gannath Songtext
Jai ganesh gananth dayanidhi charan sharan hum laage tumhare
Vigneshwar hey nath kripanidhi sakal vighan kar door humare
Jo bhi dhyave naam tihara uska tune kaam sanvara
Mangalkari nath kalanidhi bhav bhagati se tujhe pukare
Karunamaya gaj badan vinayak karunmaya sad sukhdayak
Hey siddheshwar hey vidyanidhi har mushkil se tu hi ubaare
Rishi muni yogi sab aaradhein naam tumhare jo bhi sadhe
Hey shiv nandan dev sudhanidhi sharanagat ke kaaj sanware

Writer(s): Traditional Lyrics powered by www.musixmatch.com