Songtexte.com Drucklogo

Warriors in Peace Songtext
von A. R. Rahman

Warriors in Peace Songtext

(khaamoshee mein pukaar hai)
(aahon ka bazaar hai)
(thanha dil be-zaar hai)
(aaja, hum is paar hain)

Sehara mein aayi hai shaam
Duba din, karke salaam
Sard haea ka jhonka tere naam
Talavaaron ko apanee de aaraam

Dharti ke is aangan ko khun se naa rang daaman ko
Hona tha jo, vo ho chukaa
Hota hai khud vaqt dava, tikhi yaaden bhool hee jaa
Ashkon mein dubi hai kyun ye jaan?

Sooraj kal phir aayega
Jeevan chalta jaaegaa
Palane de aramaan ka jahaan


Kyunki too thanha hee nahin hai, sang tere hum
Dil kee aankhon se dekhe hain tujko, humdam
Har lamhaa

Mujko de awaazen too
Jab bhee chaahein, saathee, too
Jaise parbat chhalke saagar mein
Baanten tanhai hum saath mein

Mushqil mein aasaani hai, takalifon mein raahat hai
Inase hee aage nikal jaa too
Apanae bhee khoe tune, ansu bhee paae tune
Himmat ko manzil degaa too

Kyunki too thanha hee nahin hai, sang tere hum
Dil kee aankhon se dekhe hai tujko, humdam
Har lamhaa

Khaamoshee mein pukaar hai
Khaamoshee mein pukaar hai
Aahon ka bazaar hai
Thanha dil be-zaar hai
Aaja, hum is paar hain


(khaamoshee mein pukaar hai)
(khaamoshee mein pukaar hai)

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Wer besingt den „Summer of '69“?

Fans

»Warriors in Peace« gefällt bisher niemandem.