Songtexte.com Drucklogo

Wo Raatein Songtext
von Tulsi Kumar

Wo Raatein Songtext

Woh raatein woh baatein
Woh raatein woh baatein mulaakaatein
Woh pyaar mujhe waapas kar do
Mera pyaar mujhe waapas kar do
Mujhe waapas kar do, kar do na
Mera pyaar, mera pyaar
Mera pyaar, mera pyaar

Maine dekha tujhe
Maine socha tujhe
Maine chaaha tujhe
Maine maanga tujhe
Teri yaad mein khoyi rahi
Jaagi nahi abb soyi nahi


Woh pyaar mujhe waapas kar do
Mujhe waapas kar do
Kar do na, mera pyaar
Mera pyaar, mera pyaar, mera pyaar

Maine ki jo khata maine paayi saja
Tu dega daga na mujhe tha pata
Tere khaabon ki parchhayiya
Mere saath hai tanhaayiya
Woh pyaar mujhe waapas kar do
Mujhe waapas kar do
Woh pyaar, mera pyaar, mera pyaar
Mera pyaar, mera pyaar

Woh raatein woh baatein
Woh raatein woh baatein mulaakaatein
Woh pyaar mujhe waapas kar do
Mera pyaar mujhe waapas kar do
Mujhe waapas kar do, kar do na
Mera pyaar, mera pyaar
Mera pyaar, mera pyaar

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Tulsi Kumar

Quiz
Wer will in seinem Song aufgeweckt werden?

Fans

»Wo Raatein« gefällt bisher niemandem.