Songtexte.com Drucklogo

Main Agar Kahoon (From “Om Shanti Om”) Songtext
von Sonu Nigam & Shreya Ghoshal

Main Agar Kahoon (From “Om Shanti Om”) Songtext

Tumko paya hai toh jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi toh tumse, kya kahoon?
Tumko paya hai toh jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi toh tumse, kya kahoon?

Kisi zabaan mein bhee vo lafz hee nahin
Ki jinamein tum ho kya, tumhein bataa sakun

Main agar kahoon tum sa haseen
Kaenaat mein nahin hai kaheen"
Taarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai toh jaise khoya hoon

Shokiyon mein dubi ye adayen chehare se jhalki huee hain
Zulf kee ghani-ghani ghataen shaan se dhalki huee hain
Lehraata aanchal hai jaise, baadal
Banhon mein bhari hai jaise chaandanee, rup kee chaandanee


Main agar kahoon ye dilkashi
Hai nahin kahin naa hogi kabhi
Taarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai toh jaise khoya hoon

Tum huye meherbaan, toh hai ye daastan
O, tum hue meherbaan to hai ye daastaan
Ab tumhara-mera ek hai kaarwan
Tum jahaan, main wahaan

Main agar kahoon hamasafar meri
Apsara ho tum yaa koi pari
Taarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi

Tumko paya hai toh jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi toh tumse, kya kahoon?
Kisi zabaan mein bhee vo lafz hee nahin
Ki jinamein tum ho kya, tumhein bataa sakun

Main agar kahoon tum sa haseen
Kaenaat mein nahin hai kaheen"
Taarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Sonu Nigam & Shreya Ghoshal

Quiz
Wer singt das Lied „Haus am See“?

Fans

»Main Agar Kahoon (From “Om Shanti Om”)« gefällt bisher niemandem.