Aetbaar Songtext
von Rajesh Roshan
Aetbaar Songtext
Pyaar karnaa, pyaar karnaa hai tumko mujse
To karnaa hoga aitbaar, aitbaar, aitbaar
Is nashe, is nashe ka nasha lenaa hai

Nain band hain mere, dil hawale tere kar liya
Kar liya aitbaar, aitbaar, aitbaar

To karnaa hoga aitbaar
Lab tere chhoo liye, hum pighalane lage
Lab tere chhoo liye, hum pighalane lage
Aap to mere dil mein utarane lage
Jaane-anjaane mein kya ye karne lage?
Is maze, is maze ka mazaa lenaa hai

Aage ab hoga kya, saba muje hai pata
Kar liya, kar liya aitbaar
Pyaar saagar se gahara hai, ye jaan le
Pyaar saagar se gahara hai, ye jaan le
Koyi iskaa kinaraa nahin, maan le
Pyaar se pyaar ko aaj pahchaan le
Is yaqeen, is yaqeen ka yaqeen karnaa hai

Kar liya aitbaar

Writer(s): Rajesh Roshan, Dev Kohli Lyrics powered by www.musixmatch.com