Zor‐o‐Zar Songtext
von Parvaaz
Zor‐o‐Zar Songtext
Sulgey ye jaam o′nizam badtha gaya
Uska bhi zor-o-zaar khalta raha
Suljey khayaal phir bhi ye masroofiyaan
Kaabil ziya dil doz kahin na raha
Mazloom yun wafa kar ke faani hua
Haasil kabhi afsos kabhi kehkashaan
Gustaakh dil, madmast-e-mehermaan
Aati nahi isko baarikiyaan
O hukmaraan teri marzi qafas hai yahaan
Saahir ziya kahaan phir le panaah
Dono jahan ki shaamein hui bezubaan
Beshak siya humraaz na hai humnava
Shaamil kabhi meri yaadon ka ho shor kahin
Asaan nahi bekhauf basar na yahaan
Ufaan mera dil mera haal-e-bayaan
Besaaz beyakeen baazoor jahaan
Gustaakh dil, madmast-e-mehermaan
Aati nahi isko baarikiyaan
O hukmaraan teri marzi qafas hai yahaan
Haafiz Hafeez tu ne yeh kya kiya
Uska bhi zor-o-zaar khalta raha
Suljey khayaal phir bhi ye masroofiyaan
Kaabil ziya dil doz kahin na raha
Mazloom yun wafa kar ke faani hua
Haasil kabhi afsos kabhi kehkashaan
Gustaakh dil, madmast-e-mehermaan
Aati nahi isko baarikiyaan
O hukmaraan teri marzi qafas hai yahaan
Saahir ziya kahaan phir le panaah
Dono jahan ki shaamein hui bezubaan
Beshak siya humraaz na hai humnava
Shaamil kabhi meri yaadon ka ho shor kahin
Asaan nahi bekhauf basar na yahaan
Ufaan mera dil mera haal-e-bayaan
Besaaz beyakeen baazoor jahaan
Gustaakh dil, madmast-e-mehermaan
Aati nahi isko baarikiyaan
O hukmaraan teri marzi qafas hai yahaan
Haafiz Hafeez tu ne yeh kya kiya
Writer(s): Bharath Nk, Fidel Anish Dsouza, Khalid Parvez Bhat, Sachin Bk Lyrics powered by www.musixmatch.com

