Songtexte.com Drucklogo

Beparwah Songtext
von Parvaaz

Beparwah Songtext

Kar saki shaam kya hai?
Kar sakaa ye jam kya?
Roz-roz phir raha kyun too be-parvaah?

Shor-o-gul bharaa zamaanaa
Naam ka hai saba yahaan
Kya too leke aayaa? aur kya legaa jaan?

O, ye tifl-a/e-bargah
Naa ho yaheen aakhri payaam


Naazaneen, meh-jabeen
Ye baath dil mein sulagati kyun?
Husn to hai gumaan yahaan

Ye mizaaj, bayaan, naar-a/e-azaab hai kya?
Meh-jabeen, haseen, tareen, khumaar kya?

Ye fitoor, nasoor, naaz is pe kyun hai, yaar?
Ho zahin ye baath, ye raat, mazaar, yaar

O, ye tifl-a/e-bargah
Ata ho ise sabar ka payaam

Naazaneen, meh-jabeen
Ye baath dil mein sulagati kyun?
Husn to hai gumaan yahaan

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Parvaaz

Quiz
„Grenade“ ist von welchem Künstler?

Fans

»Beparwah« gefällt bisher niemandem.