Mera Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Songtext
von Mohammed Rafi
Mera Dushman Tu Meri Dosti Ko Tarse Songtext
Mere dil se, sitamgar, tune achhi dillagi ki hai
Ke banke dost, apne doston se dushmani ki hai
Mere dushman, tu meri dosti ko tarse
Mere dushman, tu meri dosti ko tarse
Mujhe gham dene waale, tu khushi ko tarse
Mere dushman...
Tu phool bane patjhad ka, tujh pe bahaar na aaye kabhi
Meri hi tarah tu tadpe, tujhko karaar na aaye kabhi
Tujhko karaar na aaye kabhi
Jiye tu is tarah ke zindagi ko tarse
Mere dushman, tu meri dosti ko tarse
Mere dushman...
Itna to asar kar jaayein meri wafaein, oo, bewafa
Ek roz tujhe yaad aaye apni jafaein, oo, bewafa
Apni jafaein, oo, bewafa
Pashemaan ho ke roye, tu hansi ko tarse
Mere dushman, tu meri dosti ko tarse
Mere dushman...
Tere gulshan se zyaada veeran koi veerana na ho
Is duniya mein koi tera apna to kya begaana na ho
Apna to kya begaana na ho
Kisi ka pyaar kya, tu berukhi ko tarse

Writer(s): Anand Bakshi, Laxmikant Pyarelal Lyrics powered by www.musixmatch.com