Aas Pass Songtext
von Mitraz
Aas Pass Songtext
Aas-paas dil tere bhatak raha
Dard se tere mera sheher bana
Galtiyan jo main jahan mein kar raha hoon
Pukaar teri sun ke unse mud gaya
Fir ek baar aayega tera saaya zameen pe jab
Bas uss din ka intezaar dil yeh kar raha
Fir har dil tere iss pyaar se roshan ho uthega

Raaste tere na kyun samajh saka
Saaye mein tera rahunga main sada
Tune hi mohabatein sikhayi
Pyaar ka sila maine kya diya

Writer(s): Pratik Singh, Anmol Ashish Lyrics powered by www.musixmatch.com