Songtexte.com Drucklogo

Baatein Songtext
von Mitraz

Baatein Songtext

Baaton-baaton mein hi kaise teri-meri baatein ban gayin hain
Dekho-dekho, ek baar dekho meri saansein tham gayin hain, haan
Seedhi-saadhi si yeh duniya meri pal mein badal gayi hai
Jaadoo hai? Ya pyaar? Tum bataana mujhko khabar nahin hai

Aakhir kaise dil kho jaaye
Aur humko pata na chale
Gumsum sa ho jaaye, oh-ooh-woah-oh

Aakhir kaise dil kho jaaye
Aur humko pata bhi na chale
Gumsum sa ho jaaye, ho, ooh-woah-ooh-woah-oh-oh

Baar-baar teri or dekhoon, mujhe yeh kya ho gaya hai?
Jo bhi aas-paas hai mere, woh sab dhundhla ho gaya hai
Seedhi-saadhi si yeh duniya meri pal mein badal gayi hai
Jaadoo hai? Ya pyaar? Tum bataana mujhko khabar nahin hai


Aakhir kaise dil kho jaaye
Aur humko pata na chale
Gumsum sa ho jaaye, oh-ooh-woah-oh

Aakhir kaise dil kho jaaye
Aur humko pata bhi na chale
Gumsum sa ho jaaye, ho, ooh-woah-ooh-woah-oh-oh

Is tarah se pyaar karna mujhko bhi tum sikha dena
Mere aansuon ko dil mein bar ke marz unka bana dena zara
Is tarah se pyaar karna mujhko bhi tum sikha dena
Mere aansuon ko dil mein bar ke marz unka bana dena zara

Baaton-baaton mein hi kaise teri-meri baatein ban gayin hain
Dekho-dekho, ek baar dekho meri saansein tham gayin hain

Aakhir kaise dil kho jaaye
Aur humko pata na chale
Gumsum sa ho jaaye, oh-ooh-woah-oh

Aakhir kaise dil kho jaaye
Aur humko pata bhi na chale
Gumsum sa ho jaaye, ho, ooh-woah-ooh-woah-oh-oh

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Mitraz

Fans

»Baatein« gefällt bisher niemandem.