Main Aisee Cheez Nahin Songtext
von Laxmikant Pyarelal
Main Aisee Cheez Nahin Songtext
In mast nigaahon se mujhko na pila dena
Tum ek musalmaa ko qaafir na bana dena
(Oye wallah, saah jawaab nishta)
Oye, loshe, oye, qurbaan
Oye, laale di jaan
Aise mera mashooq chale
Oye, khoche, jaise bandook chale
Bandook ye chalne waala ae
Teri jaan nikalne waala ae
Teri jaan nikalne waale ae
O, main aisi cheez nahi jo ghabra ke palat jaaunga

Mere saaame se hatt jaao...
Mere saaame se hatt jaao nahi to main tujhse lipat jaaunga
O, main aisi cheez nahi jo sharma ke simat jaaungi

Main kaat ke rakh dungi tujhko...
Main kaat ke rakh dungi tujhko ya aap hi kat jaaungi
Main aisi cheez nahi jo ghabra ke palat jaaunga

Dariya-e-mohabbat mein gussa tinka ban ke beh jaayega

Main tere tukde kar dungi, kis kaam ka tu rah jaayega?

Main tere husn ke sadke ki khairaat mein bant jaaunga

(Yaar vayi-vayi, yaar vayi-vayi)
(Yaar mein kuch dam nahi)
(Faisla ye aaj hoga, tum nahi ya hum nahi)
(Tum nahi ya hum nahi)
Qatl hoga, mere aashiq, tu meri talwaar se
Hum yun hi mar jaayega, bas dekh le tu pyaar se
Dekh le tu pyaar se
Ho, tu kaun hai? Mera dushman hai
Tu kaun hai? Mera dushman hai
Dushman se pyaar nahi karte
(Dushman se pyaar nahi karte)
Dushman pe teer chalaate hain
Dushman pe teer chalaate hain
Nazron se waar nahi karte
(Nazron se waar nahi karte)
Main titli nahi, bijli hoon
Main titli nahi, bijli hoon
Chamki to chimat jaaungi

Main tujhse lipat jaaunga
Re, main tujhse lipat jaaunga

Writer(s): Anand Bakshi, Laxmikant Kudalkar, Pyarelal Sharma Lyrics powered by www.musixmatch.com