Songtexte.com Drucklogo

Sawaal Songtext
von Aaroh

Sawaal Songtext

Aik sawaal sa uth ta raha
Kia kabhi tu ho saka mera
Lagta hai yeh pyaar mera
Yeh pyaar nahin saacha mera

Mun main jaagay yeh armaan
Ratain katna na asaan
Jeeta raha is aas per
Takta raha teri raah per

Tujhe ko chaha hai
Bas yeh gunaah hai
Gar jo tuna aa
Per na deh mujhko yeh saza


Kia kabhi tu ho saka mera

--guitar solo--

Dil ko haar hona
Bas kisi ko chahona
Jo tu chahay
Milta nahin kisi ko yahan

Aas hai, pyaas hai
Bharakti see aik aag hai
Jalta raha aik shola sa
Aa keh bujha oo sajna

Aik sawaal sa uthta raha


Aa aaaa
Aaaaaa
Aaaaaaaaa

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Aaroh

Quiz
Wer ist kein deutscher Rapper?

Fans

»Sawaal« gefällt bisher niemandem.