Songtexte.com Drucklogo

Hisaar Mein Songtext
von Umer Farooq

Hisaar Mein Songtext

Tanhayiaan na karain mujhko tanha
Ruswayian na karain mujhko ruswa

Tu jo mila hay, raasta mila hay
Mein hun ab pehle sa nahin
Saath hain tere, mere sab sawere
Hay jeet meri mein shamil tu

Tu sochon ke hisaar mein rehta hay mere
Kuch ajab nahin ke hun din mein ginun sitaray
Hosh mein hay madhoshi si
Kuch ajab nahin ke hain dil mein tumharay dairay

Tu sochon ke hisaar mein rehta hay mere
Kuch ajab nahin ke hun din mein ginun sitaray
Hosh mein hay madhoshi si
Kuch ajab nahin ke hain dil mein tumharay dairay

Tere qisay karun mein khud se bayaan
Kabhi na chahun ek pal bhi tum se duur rehna yahan


Ke asmaan pehle sa nahi
Raat bhi hay mukhtlif si
Dil mein hain mere armaan kayi
Shor karen ye sitaray
Hath mein dunia hamaray
Faaslay ab faaslay nahi

Tu jo mila hay, raasta mila hay
Mein hun ab pehle sa nahin
Paas hain tere, mere sab sawere
Hay jeet meri mein shamil tu

Tu sochon ke hisaar mein rehta hay mere
Kuch ajab nahin ke hun din mein ginun sitaray
Hosh mein hay behoshi si
Kuch ajab nahin ke hain dil mein tumharay dairay

Tu sochon ke hisaar mein rehta hay mere
Kuch ajab nahin ke hun din mein ginun sitaray
Hosh mein hay behoshi si
Kuch ajab nahin ke hain dil mein tumharay dairay

Ähnliche Songtexte

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Wer singt das Lied „Haus am See“?

Fans

»Hisaar Mein« gefällt bisher niemandem.