Songtexte.com Drucklogo

ALL WE HAD Songtext
von Umair

ALL WE HAD Songtext

Kese mein kahoon?
Milta nahi ab sukoon,
Aur dil ko kya kahoon?
Tum bin kese jiyoon?

Hai masla tou nahi,
Par thori aag hai,
Kiya tujhpe yaqeen,
Alag wo baat hai,
Tu saath hai,
Ya na.

Guzri nazar se,
Shaakh-o-Shajar se,
Dil ke ek konay mein,
Thehra jo tera jazar hai,
Lamba safar hai,
Aur ek kashmakash hai,
Chahun mein ya chahun na,


Kehdoon ya kehdoon ya nahi,
Sehloon kia sab hi?
Kuch baatein rehgaiyn,
Jo hotin na kabhi,
Na kabhi.

Waaday Iraaday kitnay hain sachay ye jaanun na,
Mein jaanun,
Karun ya nahii?
Mein tera yakeen,

Pal dou pal mein badlay ye mausam,
Humein kya pata,
Humein kya pata kya nahi,
Hai saath aarzi,

Hai masla tou nahin?
′agar chahun yun tumhein,
Kyun rehne dun kami,
Na kho jaon tumhein,

Guzri nazar se,
Shaakh-o-Shajar se,
Dil ke ek konay mein,
Thehra jo tera jazar hai,
Lamba safar hai,
Aur ek kashmakash hai,
Chahun mein ya chahun na,


Kehdoon ya kehdoon ya nahi,
Sehloon kia sab hi?
Kuch baatein rehgaiyn,
Jo hotin na kabhi,
Na kabhi

Kehdoon ya nahi,
Sehloon kia sab hi?
Kuch baatein rehgaiyn,
Kuch baatein rehgaiyn,
Jo hotin na kabhi,
Na kabhi.

You know I don't play right,
I′ll put up a good fight,
Just give me the world, Aight?
Uh-huh, Uh-huh,

You know I don't play right,
You know I don't play right,
Just give me the world, Aight?
I gonna get back when I feel like,
Uh-huh,

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
„Grenade“ ist von welchem Künstler?

Fans

»ALL WE HAD« gefällt bisher niemandem.