Titliyan Songtext
von Tarbooze
Titliyan Songtext
Jahan pe hain sitaaray
Wahan gali se aagay
Chalo waheen pe jaatay hain
Ye raastay puranay
Par hum naye deewanay
Gungunatay gum hojatay hain
Humein guzarnay do
Kaanton pe chalnay do
Ye bekhudi ki lehrain
Hum doob kar bhi tairain
Zakhm hi itnay gehray hain
Hawaaon mein hai phirta
Sambhal sambhal ke girta
Khuwab jo humesha dekha hai
Taaron mein jayen hum
Lelain jo chahein hum
Jab thak ke hum sojayen
Titliyan shor kar ke jagayen
Aur tum milo wahan
Phool khiltay hon saaray saal jahaan
Wahan gali se aagay
Chalo waheen pe jaatay hain
Ye raastay puranay
Par hum naye deewanay
Gungunatay gum hojatay hain
Humein guzarnay do
Kaanton pe chalnay do
Ye bekhudi ki lehrain
Hum doob kar bhi tairain
Zakhm hi itnay gehray hain
Hawaaon mein hai phirta
Sambhal sambhal ke girta
Khuwab jo humesha dekha hai
Taaron mein jayen hum
Lelain jo chahein hum
Jab thak ke hum sojayen
Titliyan shor kar ke jagayen
Aur tum milo wahan
Phool khiltay hon saaray saal jahaan
Writer(s): Danial Shahid, Wishaal Khalid Lyrics powered by www.musixmatch.com
