Songtexte.com Drucklogo

Khwaab Songtext
von Strings

Khwaab Songtext

Dil Main Ek Khwaab Ko Hum Sajaayen
Sachay Waadon Ka Diya Jalaayen
Dil Main Ek Khwaab Ko Hum Sajaayen
Sachay Waadon Ka Diya Jalaayen
Sachi Raah Par Karvaan Ho
Manzil Kehkashan Ho
Jo Raasta Ho Muntazir
Rehguzar Aasman Ho

Dil Main Ek Khwaab Ko Hum Sajaayen
Sachay Waadon Ka Diya Jalaayen...


Himmat Ki Roshni Ho
Jo Mann Ko Jagmagaaye
Haathon Main Phir Azam Ka
Ek Parcham Lehraaye
Sachi Raah Par Karvaan Ho
Manzil Kehkashan Ho
Jo Raasta Ho Muntazir
Rehguzar Aasman Ho

Dil Main Ek Khwaab Ko Hum Sajaayen
Sachay Waadon Ka Diya Jalaayen
Dil Main Ek Khwaab Ko Hum Sajaayen
Sachay Waadon Ka Diya Jalaayen

Dil Main Ek Khwaab Ko Hum Sajaayen
Sachay Waadon Ka Diya Jalaayen
Dil Main Ek Khwaab Ko Hum Sajaayen
Sachay Waadon Ka Diya Jalaayen

Sachi Raah Par Karvaan Ho
Manzil Kehkashan Ho
Jo Raasta Ho Muntazir
Rehguzar Aasman Ho
Sachi Raah Par Karvaan Ho
Manzil Kehkashan Ho
Jo Raasta Ho Muntazir
Rehguzar Aasman Ho

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Strings

Quiz
Wer singt das Lied „Haus am See“?

Fans

»Khwaab« gefällt bisher niemandem.