Songtexte.com Drucklogo

Aakhri Alvida Songtext
von Strings

Aakhri Alvida Songtext

Dhandkane Khamosh Hain
Kuch Kahti Nahi
Yeh Akhri Alvida Na Ho
Chahte Aankhon Se Behti Rahi
Yeh Akhri Alvida Na Ho

Is Dard Ko Dil Mein
Dil Mein Rehne Do

Jo Kauf Hai Ankhon Se
Ankhon Se Kehne Do
Dukh Ki Nadi Chup Chap Behne Do
Jo Kehna Hai Tum Dheere Se Keh Do
Yeh Akhri Alvida Na Hooo

Akhri Alvida Na Hooo


Dhadkane Khamosh Hain Kuch Kahti Nahi
Yeh Akhri Alvida Na Hooo
Sab Yaadeein Jo Bandhe The Bandhan
Kajal Bindiya Haathon Mein Kangan
Mehki Rehti Thi Mehendi
Gata Rehta Tha Saawan
In Yaadhon Ko Sapno Mein Rehne Do
Yeh Akhri Alvida Na Ho
Akhri Alvida Na Ho
Dhadkane Khamosh Hai
Kuch Kehti Nahi
Yeh Akhri Alvida Na Ho
Chahte Ankhon Se Behti Rahi
Yeh Akhri Alvida Na Hooo
Yeh Akhri Alvida Na Hooo

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Strings

Quiz
Wer singt das Lied „Haus am See“?

Fans

»Aakhri Alvida« gefällt bisher niemandem.