Kabhi Songtext
von Shaynn
Kabhi Songtext
[ hook ]
Kabhi mai jhooth bolu apne aap se
Kabhi khilaf hota apne aap ke
Dikhi hai dushmani jo dekhu yarr mai .
Biki hai na wafa kisi bazaar mai
[ verse 1 ]
Matlabi mai baare khudke sochta
Nabinaa hu dikhe na meri galtiya
Mai saath apne khwaab ke jo tha chala ...
Mila na fir mujhe hi ghar mera
Har ghadi dikhe mujhe mujh hi mai ek nayi kami
Raaste jo mai gaya bechainiya waha pe thi
Kitna jhaku khud mai jaan lu mai khudko khud se zyada
Jitni baar dekhu khamiya hai aaj kal se zyada
Haar hi sikhati milna kaise jeet se
Mai khud pe hi bharosa karta ankhe meech ke
Dil ye saaf par na dekh seena cheer ke
Saath ya khilaf tujko na milunga beech mai
Kyu bhapta mujhe tu dharm mere deen se
Kya hai gila tujhe meri fati kameez se
Tum kehte ho khuda pe hai tumhe yakeen to kyu?
Dekhte naseeb haato ki laqeer pe
[ hook 2 ]
Kabhi mai jhooth bolu apne aap se
Kabhi khilaf hota apne aap ke
Dikhi hai dushmani jo dekhu yarr mai .
Biki hai na wafa kisi bazaar mai
Kabhi kabhi mai jhooth bolu apne aap se
Kabhi kabhi khilaf hota apne aap ke
Kabhi mai dushmani bhi dekhu apne yrr mai to.
Wafa kabhi mai dekhu bikti hui bazaar mai
[ verse 2 ]
Kya hua, tere wo dard wo sawaal ka
Kya hua, fikar mai dubti mashaal ka
Kya hua zehen ki uss dabi awaaz ka
Kya hua kyu tu girke na khada hua
Ha kya hua bite kal ke uss malal ka
Ha kya hua haar maan li ya darr gya
Yahi hua jeeta wo yha jo marr gya
To ab bta nazar mai hai tera maqam kya
Tu chord ye fikar bta hai haal chaal kya
Jawab kya mila zehen ke uss sawaal ka
Sataye hai tujhe kya aaj bhi ye darr tera
Kahi mai yuhi gumnam to marunga na
Mujhe to dikh rha hai saaf ek raasta
Zahan mera ye na jaha ke liye mai bna
Sunai de raha labo pe naam hai mera
Hazaaro logo ki beerh mere saamne
[ hook 3 ]
Kabhi mai jhooth bolu apne aap se
Kabhi khilaf hota apne aap ke
Dikhi hai dushmani jo dekhu yarr mai .
Biki hai na wafa kisi bazaar mai
Kabhi kabhi mai jhooth bolu apne aap se
Kabhi kabhi khilaf hota apne aap ke
Kabhi mai dushmani bhi dekhu apne
Mili hai kha wafa kabhi kisi bazaar mai
Kabhi mai jhooth bolu apne aap se
Kabhi khilaf hota apne aap ke
Dikhi hai dushmani jo dekhu yarr mai .
Biki hai na wafa kisi bazaar mai
[ verse 1 ]
Matlabi mai baare khudke sochta
Nabinaa hu dikhe na meri galtiya
Mai saath apne khwaab ke jo tha chala ...
Mila na fir mujhe hi ghar mera
Har ghadi dikhe mujhe mujh hi mai ek nayi kami
Raaste jo mai gaya bechainiya waha pe thi
Kitna jhaku khud mai jaan lu mai khudko khud se zyada
Jitni baar dekhu khamiya hai aaj kal se zyada
Haar hi sikhati milna kaise jeet se
Mai khud pe hi bharosa karta ankhe meech ke
Dil ye saaf par na dekh seena cheer ke
Saath ya khilaf tujko na milunga beech mai
Kyu bhapta mujhe tu dharm mere deen se
Kya hai gila tujhe meri fati kameez se
Tum kehte ho khuda pe hai tumhe yakeen to kyu?
Dekhte naseeb haato ki laqeer pe
[ hook 2 ]
Kabhi mai jhooth bolu apne aap se
Kabhi khilaf hota apne aap ke
Dikhi hai dushmani jo dekhu yarr mai .
Biki hai na wafa kisi bazaar mai
Kabhi kabhi mai jhooth bolu apne aap se
Kabhi kabhi khilaf hota apne aap ke
Kabhi mai dushmani bhi dekhu apne yrr mai to.
Wafa kabhi mai dekhu bikti hui bazaar mai
[ verse 2 ]
Kya hua, tere wo dard wo sawaal ka
Kya hua, fikar mai dubti mashaal ka
Kya hua zehen ki uss dabi awaaz ka
Kya hua kyu tu girke na khada hua
Ha kya hua bite kal ke uss malal ka
Ha kya hua haar maan li ya darr gya
Yahi hua jeeta wo yha jo marr gya
To ab bta nazar mai hai tera maqam kya
Tu chord ye fikar bta hai haal chaal kya
Jawab kya mila zehen ke uss sawaal ka
Sataye hai tujhe kya aaj bhi ye darr tera
Kahi mai yuhi gumnam to marunga na
Mujhe to dikh rha hai saaf ek raasta
Zahan mera ye na jaha ke liye mai bna
Sunai de raha labo pe naam hai mera
Hazaaro logo ki beerh mere saamne
[ hook 3 ]
Kabhi mai jhooth bolu apne aap se
Kabhi khilaf hota apne aap ke
Dikhi hai dushmani jo dekhu yarr mai .
Biki hai na wafa kisi bazaar mai
Kabhi kabhi mai jhooth bolu apne aap se
Kabhi kabhi khilaf hota apne aap ke
Kabhi mai dushmani bhi dekhu apne
Mili hai kha wafa kabhi kisi bazaar mai
Lyrics powered by www.musixmatch.com
