Shabnam Songtext
von SEVASHI
Shabnam Songtext
Wafa bhi tumse
Khafa bhi tumse
Naseeb raha to
Nikaah bhi tumse
Ishq kara hai
Khuda se bhi ladke
Ishq kara hai
Khuda se bhi ladke
Jaaney kyu, dekhu mai, rozana qareeb se
Paagal hu, awaari, shauq hai mere ajeeb se
Jaaney kyu rehte ho, tum mere qitaabo mei,
Saanso mei, raaho, gharr ki tooti deewaro mei
Ye raat anjaani ek safar
Apne hi khayaalo mei
Teri aankhei jhalakti hai shabnam
Kyu zulfey badalti hai mausam
Tujhe khoney se kyu mai darta hu
Teri khushbu se mai guzarta hu
Koi raat akeli naa ho kam
Jisney na diye ho mujhe ye gamm
Saari khushiya hi tujhpe lutaata hu
Tumhe apna hi bass mai chaahta hu
Khafa bhi tumse
Naseeb raha to
Nikaah bhi tumse
Ishq kara hai
Khuda se bhi ladke
Ishq kara hai
Khuda se bhi ladke
Jaaney kyu, dekhu mai, rozana qareeb se
Paagal hu, awaari, shauq hai mere ajeeb se
Jaaney kyu rehte ho, tum mere qitaabo mei,
Saanso mei, raaho, gharr ki tooti deewaro mei
Ye raat anjaani ek safar
Apne hi khayaalo mei
Teri aankhei jhalakti hai shabnam
Kyu zulfey badalti hai mausam
Tujhe khoney se kyu mai darta hu
Teri khushbu se mai guzarta hu
Koi raat akeli naa ho kam
Jisney na diye ho mujhe ye gamm
Saari khushiya hi tujhpe lutaata hu
Tumhe apna hi bass mai chaahta hu
Writer(s): Aman Kumar Lyrics powered by www.musixmatch.com
