Urooj Songtext
von Samar Mehdi
Urooj Songtext
Jawaani ki andheri raat hai, zulmat ka toofaa.n hai
Meri raaho.n se noor-e-maah-o-anjum tak gurezaa.n hai
Khuda soya hua hai ahrman mehshar-ba-daamaa.n hai
Magar mai.n apni manzil ki taraf badhta hi jaata hoo.n

Lyrics powered by www.musixmatch.com