Bolo Toh Songtext
von Raeth
Bolo Toh Songtext
Bolo to ye jahaan laa doongha
Saare aasamaan laa doongha
Doongha khushiyaan main har pal
Naa hoga koyi gam vaadaa raha
Kya dogi mera saath tum sada
Har ghadi tera hee khyaal hai
Tum bin zindagi ek dhaltee shaam hai
Raat ke pehar mein bhee sochoon
Kya kahoon deewaanon sa haal hai
Deewaanon sa haal hai
Deewaanon sa haal hai
Deewaanon sa haal hai
Deewaanon sa haal hai
Bolo to ye jahaan laa doongha
Saare aasamaan laa doongha
Doongha khushiyaan main har pal
Naa hoga koyi gam vaadaa raha
Kya dogi mera saath tum sada
Kya hua kyun palken jhuki hain
Dil mein hai kya cchopa
Kya sochati hai
Jaan lo tera hee rahoonga
Ban ke saansein teri main to jiyunga
Haan main jiyunga
Haan main jiyunga
Haan main jiyunga
Haan main jiyunga
Bolo to ye jahaan laa doongha
Saare aasamaan laa doongha
Doongha khushiyaan main har pal
Naa hoga koyi gam vaadaa raha
Kya dogi mera saath tum sada
Saare aasamaan laa doongha
Doongha khushiyaan main har pal
Naa hoga koyi gam vaadaa raha
Kya dogi mera saath tum sada
Har ghadi tera hee khyaal hai
Tum bin zindagi ek dhaltee shaam hai
Raat ke pehar mein bhee sochoon
Kya kahoon deewaanon sa haal hai
Deewaanon sa haal hai
Deewaanon sa haal hai
Deewaanon sa haal hai
Deewaanon sa haal hai
Bolo to ye jahaan laa doongha
Saare aasamaan laa doongha
Doongha khushiyaan main har pal
Naa hoga koyi gam vaadaa raha
Kya dogi mera saath tum sada
Kya hua kyun palken jhuki hain
Dil mein hai kya cchopa
Kya sochati hai
Jaan lo tera hee rahoonga
Ban ke saansein teri main to jiyunga
Haan main jiyunga
Haan main jiyunga
Haan main jiyunga
Haan main jiyunga
Bolo to ye jahaan laa doongha
Saare aasamaan laa doongha
Doongha khushiyaan main har pal
Naa hoga koyi gam vaadaa raha
Kya dogi mera saath tum sada
Writer(s): Wajhi Farouqui, Sunny Ghansham Lyrics powered by www.musixmatch.com

