Tune Jo Na Kaha Songtext
von Mohit Chauhan
Tune Jo Na Kaha Songtext
Tune jo naa kahaa main vo sunta raha
Khwaah-makhaah, bevajaah khwaab bunata rahaa
Jane kiski hamen lag gai he nazar
Is shahar main naa apana thikaana rahaa
Dur chahat se main apni chalata rahaa
Khwaah-makhaah, bevajaah khwaab bunata rahaa
Dard pehle se he zyaada
Khud se phir ye kiya vaada
Khamosh nazaren rahen bezubaan
Baton main pehle si baaten hai
Bolo to lab thartharaate hai
Raaj ye dil kaa naa ho bayaan
Ho gaya ki asar koyi hum pe nahin
Ham safar main to hai, hamasafar he nahin
Dur jaataa rahaa, paas aata rahaa
Khwaah-makhaah, bevajaah khwaab bunata rahaa
Dur chahat se main apni chalata rahaa
Bujh gai aag thi, daag jalataa rahaa

Writer(s): Sandeep Shrivastava, Pritaam Chakraborty Lyrics powered by www.musixmatch.com