Rab Ka Shukrana Songtext
von Mohit Chauhan
Rab Ka Shukrana Songtext
Tu hai ab jo baahon mein, qaraar hai, Rab ka shukrana
Saanson mein hai nasha, khumaar hai, Rab ka shukrana
Tu hi ab mera deen hai, imaan hai, Rab ka shukrana
Mera kalma hai tu, azaan hai, Rab ka shukrana
Rabb ka (Rab ka) shukrana
Tu mila toh sab mila, ab kisi se kya gila
Tujhmein simtun, aa, main bikhrun teri baahon mein

Fana ho jaaun main
Tu hi ab duniya meri, jahan hai, Rab ka shukrana
Khwabon ki, khayalon ki udaan hai, Rab ka shukrana

Sabse ho jaaun pare, jo ishaara tu kare
Ab toh rehna hai tujhi mein, gumshuda hoon main

Oh, teri baahon mein
Jazbon ka ab toh naya bayaan hai, Rab ka shukrana
Naya rutba, nayi shaan hai, Rab ka shukrana

Mera kalma hai tu, azaan hai tu, Rab ka shukrana
Rab ka (Rab ka, Rab ka...)
Rab ka (Rab ka)
Rab ka (Rab ka) shukrana

Writer(s): Pritam Chakraborty, Sanjay Masoomm Lyrics powered by www.musixmatch.com