Songtexte.com Drucklogo

Ke Bin Tere Songtext
von Mithoon

Ke Bin Tere Songtext

Bheed mein bhee hum thanha rahe
Tere gam ne ye haalat kar dee
Kabhi khud ke liye kuch soch saken
Itanee bhee nahin fursat dee

Aankhon kee talash jo hai vo hai tera cheharaa
Dhadakan dil ke paas to hai, lekin hai bewajah
Main hoon shaakh se ab koyi patta toota hua
Mujko ye hawaayen udaati phiren har jagah

Ki bin tere jeenaa nahin
Haan, bin tere jeenaa nahin
Naa, bin tere jeenaa nahin
Jaa, bin tere jeenaa nahin

Chaahe jitne bhee ansu bahen
Saansein seene mein chubhti rahen
Muskuraakar har gam sahein

Dil se ho kam kabhi naa ye dard tera
Phool jesaa lage har zakhm tera
Inako mujko to seena nahin
Ki bin tere jeenaa nahin

Aankhon kee talash jo hai vo hai tera cheharaa
Dhadakan dil ke paas to hai, lekin hai bewajah
Main hoon shaakh se ab koyi patta toota hua
Mujko ye hawaayen udaati phiren har jagah

Ki bin tere jeenaa nahin
Haan, bin tere jeenaa nahin
Jaa, bin tere jeenaa nahin

Bheed mein bhee hum thanha rahe
Tere gam ne ye haalat kar dee
Kabhi khud ke liye kuch soch saken
Itanee bhee nahin fursat dee

Teri yaadon mein har pal kate
Khud se teri hee baathen karen
Dil khizaanon sa banjar rahe

Hamko manzur hai har sitam tera
Berukhi bhee teri, bevafaapan tera
Jam khushiyon ka peenaa nahin
Ki bin tere jeenaa nahin

Aankhon kee talash jo hai vo hai tera cheharaa
Dhadakan dil ke paas to hai, lekin hai bewajah
Main hoon shaakh se ab koyi patta toota hua
Mujko ye hawaayen udaati phiren har jagah

Ki bin tere jeenaa nahin
Haan, bin tere jeenaa nahin
Naa, bin tere jeenaa nahin
Jaa, bin tere jeenaa nahin

Ki bin tere jeenaa nahin
Haan, bin tere jeenaa nahin
Naa, bin tere jeenaa nahin
Jaa, bin tere jeenaa nahin

Ki bin tere...
Ki bin tere jeenaa nahin
Ki bin tere...
Ki bin tere jeenaa nahin
Ki bin tere...

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Mithoon

Quiz
„Grenade“ ist von welchem Künstler?

Fans

»Ke Bin Tere« gefällt bisher niemandem.