Yeh Tera Nazuk Badan Songtext
von Mehdi Hassan
Yeh Tera Nazuk Badan Songtext
Ye tara naajuk badan hai yaa koi mahakaa gulab?

Kiya karon taareef, teri har adaa hai laa jawab

Ye tara naajuk badan hai...
Kyon na ye dil tum ko chaahe
Hasan se bhi tum ho haseen
Kyon na ye dil tum ko chaahe
Hasan se bhi tum ho haseen, haai
Paauun padate hain jahaan pa
Fool khul jate hain vaheen
Jaan lay lay gaa hamari ik na ik din ye shabaab

Ruk gaye savan ke badal
Zulf jab chehare pa padi
Ruk gaye savan ke badal
Zulf jab chehare pa padi, ho
Dekh lay jo tum ko shayar
Bhool jaaye wo shayari
Sang maramar kaa badan hai yaa kisi shayar kaa khwaab?

Ye tara naajuk badan...

Writer(s): Hassan Mehdi Lyrics powered by www.musixmatch.com