Aa Bhi Jaa Songtext
von Mc Jerry
Aa Bhi Jaa Songtext
Aa bhi jaa, Ab aa bhi jaa
Tujhe dhundhta mai phir raha
Aa bhi ja, Ab aa bhi jaa
Teri raah takta mai mar gya
Laut ke tu aja ab hota nahin sabar
Tujhe sochta rahu teri hoti hai fiqar
Tu khush hai mere bina or mai theek bhi nahin
Puchta hu sabse nahin teri koi khabar
Teri yaadon mein pagal tujhe dhundti nazar
Manzil hai meri tu ab chubhe ye safar
Tujhe manga hai maula se kitni dafa
Padhi hai tahajjud uska ho rha nhi Asar
Mere dil ko dhukhaye jo baatien tune ki
Phir bhi pyaar tujhse itna na hui hai kami
Kabhi yaad bhi to karle mujhe aye haseen
Ke tu laut ayegyi mera toote ab yakeen
Tu Baadalon su ude mujhe pasand hai zameen
Tu chahti hai shohrat meri nazneen
Mai bhi hogya hu kamyab tere liye ab
Mere pass hai sab bas teri hai kami
Aa bhi jaa, Ab aa bhi jaa
Tujhe dhundhta mai phir raha
Aa bhi ja, Ab aa bhi jaa
Teri raah takta mai mar gya
Ab tujhe soch ke guzri hai saari raatien
Band karde satana mere sapno mein aake
Lafz pyaar ke kuch nikal jaate hai hoothon se
Ab neend me bhi krta hu tujhse mai baatein
Tera saath chord du ya apni jaan chord du
Tujhse muh mod lu ya mai dil mod lu
Tujhse rishta tod du ya mai kasme tod du
Tune chord hi dia kya mai tujhe chord du
Tu jo chord k gayi hai ye kasme tord kar
Hu qubool mai tujhe, tune bola hamsafar
Ab tu jaa rahi hai saari kasmein tord kar
Kya sukoon mujhe milega ye duniya chord kar
Tujhe aana hai to aaja mai kuch nahi kahunga
Tujhse pyaar hai itna tere saath mai rahunga
Agar mud ke na aayi tu vapas meri jaan
To tera hi naam apni beti ka rakhunga
Aa bhi jaa, Ab aa bhi jaa
Tujhe dhundhta mai phir raha
Aa bhi ja, Ab aa bhi jaa
Teri raah takta mai mar gya
Ke mard agar haath chuda kar jaane chahe
To haath badha kar rok lo
Ho sakta hai wo ruk jaaye
Lekin aurat agar haath chord kar jaana chahe
To kabhi na rokna
Wo hath chudane se pehle hi jaa chuki

Writer(s): Salman Khan Lyrics powered by www.musixmatch.com