Songtexte.com Drucklogo

Mann Ki Baat Songtext
von Lifafa

Mann Ki Baat Songtext

Teri baaton se
Saara jahaan
Hil gaya
Tere aane mein
Pure huye
Dil me khwab

Pit gaya
Mit gaya
De do inaam
Jeene mein
Mil gaya
Tera sahara

In haathon se
Tere liye
Honge paap
Bayaanon mein
Likha hai bas
Tera naam


Bik gaya
Bujh gaya
Tera dimaag
Waise bhi
Khaali haath
Karle guzaara

Ab logon ko
Maine kahin
Chhod diya
In kaanon ko
Teri taraf
Mod diya

Mann ki baat
Bann ke aag
Phaili yahaan
Woh sharaab
Peene baad
Karle garara

In baaton se
Saara jahaan hil gaya
In haathon se
Tere liye huye paap


Gir gaya
Chhil gaya
De do dawaa
Inquilab
Zindabad
Bolo dobara

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Lifafa

Quiz
Wer ist gemeint mit „The King of Pop“?

Fans

»Mann Ki Baat« gefällt bisher niemandem.