Songtexte.com Drucklogo

Hans Tu Hardam Khushian Ya Gham Songtext
von Kishore Kumar, Varsha Bhosle & Shivangi Kolhapure

Hans Tu Hardam Khushian Ya Gham Songtext

Hey, hans tu har-dum, khushiyan ya gham
Hans tu har-dum, khushiyan ya gham
Kisi se darna nahi, dar-dar ke jeena nahi
Hans tu har-dum, khushiyan ya gham
Kisi se darna nahi, dar-dar ke jeena nahi
Hans tu har-dum, khushiyan ya gham

Jo kamzor hain, khud wohi
Haath uthaya karte hain
Jo darpok hain, khud wohi
Aankh dikhaya karte hain

Dadagiri se kabhi ghabraya na karo

Arey, hans tu har-dum, khushiyan ya gham
Hans tu har-dum, khushiyan ya gham


Teri himmat hi qismat
Jo bigdi baat banayegi
Shaan se tu yeh qadam utha
Manzil khud mil jaayegi

Maara-maari mein khud ho uljhaya na karo

Arey, hans tu har-dum, khushiyan ya gham
Kisi se darna nahi, dar-dar ke jeena nahi
Hans tu har-dum, khushiyan ya gham

Loot-maar se kya milta?
Khoon-kharaba hota hai
Jaisi karni, waisi bharni
Yahi faisla hota hai

Dushman ki lalkar se tum dar jaaya na karo

Arey, hans tu har-dum, khushiyan ya gham
Hans tu har-dum, khushiyan ya gham
Kisi se darna nahi, dar-dar ke jeena nahi
Hans tu har-dum, khushiyan ya gham

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Wer singt über den „Highway to Hell“?

Fans

»Hans Tu Hardam Khushian Ya Gham« gefällt bisher niemandem.