Arzoo Songtext
von Kanika
Arzoo Songtext
Door rehke tu bataaye
Kaise mere dil mein basa hai
Saari raahon mein teri hai rahein mehki
Hain
Khushboo
Haye kaise main guzaroo
Raatien lambi yeh badi hai
Bechainiyon main dabi hai
Arzoo
Sama main, Nasha tu
Waja be waja tu
Sama main, Nasha tu
Ghulon ki ada tu
Saamne jab tu aaye
Sari duniya chhup jaye
Khud ko main tujh mein dekhu
Roobaroo
Sard duniya ke tareekein
Door rehke ye na seekhe
Bechainiyon main dabi hai
Arzoo
Sama main, Nasha tu
Waja be waja tu
Sama main, Nasha tu
Ghulon ki ada tu
Kaise mere dil mein basa hai
Saari raahon mein teri hai rahein mehki
Hain
Khushboo
Haye kaise main guzaroo
Raatien lambi yeh badi hai
Bechainiyon main dabi hai
Arzoo
Sama main, Nasha tu
Waja be waja tu
Sama main, Nasha tu
Ghulon ki ada tu
Saamne jab tu aaye
Sari duniya chhup jaye
Khud ko main tujh mein dekhu
Roobaroo
Sard duniya ke tareekein
Door rehke ye na seekhe
Bechainiyon main dabi hai
Arzoo
Sama main, Nasha tu
Waja be waja tu
Sama main, Nasha tu
Ghulon ki ada tu
Writer(s): Kanika Lyrics powered by www.musixmatch.com
