Songtexte.com Drucklogo

Teri Yaad Songtext
von Jal

Teri Yaad Songtext

Teri yaad
Ae jab mujhko
Main lauta aaunga
Wo bheegi raat
Aur baarish boonde
Main bheeg jaunga

Faaslen
Simat na sakaay
Raaste
Jo mit na sake
Inn faaslon ko
Simat na hain
In raston pe
Chalna hain


Yeh dil ki baat
Koi jane na jane
Main kyhe jaunga
Wo teray saath
Guzaaray lamhay
Na bhool paaunga

Jo sapnay
Sajaye milke
Khushi kay pal
Bitaye milke
Kya paya mein nay
Kya khoya
Kab jaa ga hoon mein
Kab soya

Teri har baat
Rulae jab mujhko
Mein kho jaunga
Wo teri chaal
Sataye jub mujh ko
Mein dol jaunga

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Jal

Fans

»Teri Yaad« gefällt bisher niemandem.