Songtexte.com Drucklogo

Humsafar Songtext
von Hadiqa Kiani

Humsafar Songtext

Hum safar khwaab hote hain
Wo to rangen khyal hote hain
Hum safar khwaab hote hain

Aaj is raah par, kul hain is raah par
Mausamon kii tarah, badalo kii tarah

Pas rah kar bhi daur hote hain
Hum safar khwaab hote hain


Pyaar kii dhoop main koi chaaya naheen
Ye shujar or hai, is kaa sy naheen

Pholon se bhi haseen khaar hote hain
Hum safar khwaab hote hain

Khushboon kaa safar, dil main fir kyon hai dar
Apni jaan kii tarah, ik panaah kii tarah

Apne ho kar bhi gair hote hain
Hum safar khwaab hote hain
Wo to rangen khyal hote hain
Hum safar khwaab hote hain

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Hadiqa Kiani

Fans

»Humsafar« gefällt bisher niemandem.