Aashiyan Songtext
von gini
Aashiyan Songtext
Ye jahaan hai be-raham
Dor bin kho jaayegi ye patang
Phir bhi main chhaan doon poora gagan
Tere liye yun rahoon be-sabar
Palkon pe panchhi jo so rahe the
Woh sab bhi ud gaye
Par meri nigaahein hati na
Mili aaj ′gar tujhi se
Mujhko saanson mein sambhaale
Has kar shaamein ye sanvaare
Chaahe jo, kar doon tere hawaale
Aashiyaan, aashiyaan bana le
Aashiyaan, aashiyaan bana le
Chala sabr mein ye mausam
Kahan, na pata
Dhundhti rahoon, milta na kyun
Tu hai kahan?
Palkon pe panchhi jo so rahe the
Woh sab bhi ud gaye
Par meri nigaahein hati na
Mili aaj 'gar tujhi se
Mujhko saanson mein sambhaale
Has kar shaamein ye sanvaare
Chaahe jo, kar doon tere hawaale
Aashiyaan, aashiyaan bana le
Sadiyaan lamhon mein guzaare
Bole bin samjhoon tere ishaare
Chaahe jo, kar doon tere hawaale
Aashiyaan, aashiyaan bana le
Aashiyaan
Aashiyaan, aashiyaan bana le
Aashiyaan, aashiyaan bana le
Dor bin kho jaayegi ye patang
Phir bhi main chhaan doon poora gagan
Tere liye yun rahoon be-sabar
Palkon pe panchhi jo so rahe the
Woh sab bhi ud gaye
Par meri nigaahein hati na
Mili aaj ′gar tujhi se
Mujhko saanson mein sambhaale
Has kar shaamein ye sanvaare
Chaahe jo, kar doon tere hawaale
Aashiyaan, aashiyaan bana le
Aashiyaan, aashiyaan bana le
Chala sabr mein ye mausam
Kahan, na pata
Dhundhti rahoon, milta na kyun
Tu hai kahan?
Palkon pe panchhi jo so rahe the
Woh sab bhi ud gaye
Par meri nigaahein hati na
Mili aaj 'gar tujhi se
Mujhko saanson mein sambhaale
Has kar shaamein ye sanvaare
Chaahe jo, kar doon tere hawaale
Aashiyaan, aashiyaan bana le
Sadiyaan lamhon mein guzaare
Bole bin samjhoon tere ishaare
Chaahe jo, kar doon tere hawaale
Aashiyaan, aashiyaan bana le
Aashiyaan
Aashiyaan, aashiyaan bana le
Aashiyaan, aashiyaan bana le
Writer(s): Bharath Rajeevan, Gini, Raghav Kamal Meattle Lyrics powered by www.musixmatch.com
