Songtexte.com Drucklogo

MovingHigher Songtext
von Dyme Def

MovingHigher Songtext

Aa aa aa...
Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Aa...
Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahee karenge sanam - X2
Ho… rab dee kasam yaara, rab dee kasam
(Dil de diya hai, jaan tumhe denge
Daga nahee karenge sanam - X2

Rukh jindagee ne mod liya kaisa
Hamne socha nahee tha kabhee aisa - X2
Aata nahee yakin, kya se kya ho gaya
Kis tarah mai tumase bewafa ho gaya
Insaaf kar do, mujhe maaf kar do, itna hee kar do karam
Dil de diya hai jan tumhe denge, daga nahee karenge sanam


Awaaragee me ban gaya diwaana
Maine kyun sadagee ko nahee jaana - X2
Chaahat yahee hai ke, iss kadar pyaar du
Kadamo me tere mai, toh jahaan waar du
Chain meraa le lo khushee meree le lo, de do mujhe dedo saare gham
Dil de diya hai jaan tumhe denge, daga nahee karenge sanam

Mere ashk keh rahe meree kahanee
Inhein samjho na tum sirf panee X2
Ro ro ke aansuo ke daag dhul jaayenge
Inn me wafa ke rang aaj ghul jaayenge
Paas tum rahogee bhul abb na hogee, karunga na tumpe sitam
Dil de diya hai jaan tumhe denge, daga nahee karenge sanam
Ho… rab dee kasam yaara, rab dee kasam
Dil de diya hai, jan tumhe denge
Daga nahee karenge sanam - X2

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Beliebte Songtexte
von Dyme Def

Quiz
„Grenade“ ist von welchem Künstler?

Fans

»MovingHigher« gefällt bisher niemandem.