Hum Tum Songtext
von DJ Rani
Hum Tum Songtext
Saanson ko saanson mein dhalne do zara
Hmm. la la la.
Saanson ko saanson mein dhalne do zara.
Dheemi si dhadkan ko badne do zara
Lamhon ki guzarish hai ye, paas aa jaayein
Hum. hum tum, tum. hum tum
Aankhon mein humko utarne do zara
Baanhon mein humko pighalne do zara
Lamhon ki guzarish hai, paas aa jaayein
Hum. hum tum, tum. hum tum
Saanson ko saanson mein dhalne do zara.
Salvatein kahin, karvatein kahin
Phail jaaye kajal bhi tera
Nazron mein ho guzarta hua
Khwabon ka koi kaafila.
Jismon ko ruhon ko jalne do zara
Sharm-o-haya ko machalne do zara
Aa. lamhon ki guzarish hai, paas aa jaayein
Hum. hum-tum, tum. hum-tum
Saanson ko saanson mein dhalne do zara.
Chu lo badan magar is tarah
Jaise surila saaz ho
Andhere chhupe teri zulf mein
Kholo ke raat aazaad ho
Aanchal ko seene se dhalne do zara
Shabnam ki boondein phisalne do zara
Lamhon ki guzaarish hai ye, paas aa jaayein
Hum. hum-tum, tum. hum-tum
Saanson ko saanson mein dhalne do zara.
Baanhon mein humko pighalne do zara
Lamhon ki guzarish hai ye, paas aa jaayein
Hum. hum-tum, tum. hum-tum
Hum. hum-tum, tum. hum-tum
Hum tum... hum... hum-tum
Singer(s): Babul Supriyo, Alka Yagnik
Lyricist(s): Prasoon Joshi
Music Director: Jatin-Lalit
Music Label: YRF Music
Hmm. la la la.
Saanson ko saanson mein dhalne do zara.
Dheemi si dhadkan ko badne do zara
Lamhon ki guzarish hai ye, paas aa jaayein
Hum. hum tum, tum. hum tum
Aankhon mein humko utarne do zara
Baanhon mein humko pighalne do zara
Lamhon ki guzarish hai, paas aa jaayein
Hum. hum tum, tum. hum tum
Saanson ko saanson mein dhalne do zara.
Salvatein kahin, karvatein kahin
Phail jaaye kajal bhi tera
Nazron mein ho guzarta hua
Khwabon ka koi kaafila.
Jismon ko ruhon ko jalne do zara
Sharm-o-haya ko machalne do zara
Aa. lamhon ki guzarish hai, paas aa jaayein
Hum. hum-tum, tum. hum-tum
Saanson ko saanson mein dhalne do zara.
Chu lo badan magar is tarah
Jaise surila saaz ho
Andhere chhupe teri zulf mein
Kholo ke raat aazaad ho
Aanchal ko seene se dhalne do zara
Shabnam ki boondein phisalne do zara
Lamhon ki guzaarish hai ye, paas aa jaayein
Hum. hum-tum, tum. hum-tum
Saanson ko saanson mein dhalne do zara.
Baanhon mein humko pighalne do zara
Lamhon ki guzarish hai ye, paas aa jaayein
Hum. hum-tum, tum. hum-tum
Hum. hum-tum, tum. hum-tum
Hum tum... hum... hum-tum
Singer(s): Babul Supriyo, Alka Yagnik
Lyricist(s): Prasoon Joshi
Music Director: Jatin-Lalit
Music Label: YRF Music
Lyrics powered by www.musixmatch.com
