Songtexte.com Drucklogo

SHER CHAAL Songtext
von Bhaktaaa

SHER CHAAL Songtext

Or bhai kya haal chaal hain
Hue gum sare bheed bhaad mein
Kare band ye bheddein chalna
Jab chalta hai sher chaal ye

Hona bas ab malamaal hai
Maksat aasmaan ke paar hai
Inhe lagu thoda sarfira main
Par bhai tera sarfaraaz hai

Gaane likhta hu behisaab main
Ye aankhein bhule na kaali raatein
Hu fasa pada kab se ye mayajaal mein
Ab sununga ni kisi ki bas karu halaal main

Jo bhi bakre ye main main ke geet hain gaare
Weak hain saare hafta du beech bazaar mein
Dheeth svabhav hai mera karu mann ki baatein
Muh pe aake karu na main muh chupa ke


Piche radio ke
Lagau daam tera bikega tu radiyon pe
Hu khunkhaar mujhe baandhega kya bediyo se
Lagale zor bhale jitna hai aediyon mein
Hu main jo zone mei na chedio be

Mat kr baat shuru mujhe lagna hai mooh ni
Hai pen ni ye choori tabhi shabd saare khooni
Main sunu tere gaane hasu tunes hai ye loony
Haan seedha sadha lagu meri thooth se par ho ni

To aaio na
Paas ab paas ab paas ab paas ab paas ab paas ab
Ni karni hai
Baat ab baat ab baat ab baat ab baat ab baat ab

To aaio na
Paas ab paas ab paas ab paas ab paas ab paas ab
Ni karni hai
Baat ab baat ab baat ab baat ab baat ab baat ab

Hajamat hai honi ab
Naam mein bhale ABJ ni dunga par kohni ab
Sheher se nikla to jali colony ki unhe bhi pata ke kismat ni soni ab

Haan


Dhoni main chukta kabhi ni
Phony ye laundo ko puchta kabhi ni
Pet bhai bhara par bhookh hai kamini
Ghada ye mitti ka sukhta kabhi ni

Jhukta kabhi ni
Hai kon tu patani tera to naam ni malum
Chezei khareedunga aisi ki launde jab puche to bolunga daam ni malum

Haram ki khalu na hoga kabhi
Jaagta raaton mei sota nahi
Mujhe chiye heere chiye sona nahi
Ab in aankho ko aata hai rona nahi

To aaio na
Paas ab paas ab paas ab paas ab paas ab paas ab
Ni karni hai
Baat ab baat ab baat ab baat ab baat ab baat ab

To aaio na
Paas ab paas ab paas ab paas ab paas ab paas ab
Ni karni hai
Baat ab baat ab baat ab baat ab baat ab baat ab

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Wer ist kein deutscher Rapper?

Fans

»SHER CHAAL« gefällt bisher niemandem.