First Class Songtext
von Arijit Singh & Neeti Mohan
First Class Songtext
Mere honthon se dhuaandhar nikalti hai jo boli
Jaise, jaise bandook ki goli
Mere tevar mein hai tahzeeb ki rangeen rangoli
Jaise, jaise ho eid mein holi
Mere honthon se dhuaandhar nikalti hai jo boli
Jaise, jaise bandook ki goli
Mere tevar mein hai tahzeeb ki rangeen rangoli
Jaise, jaise ho eid mein holi
Meri jeevan ki dasha, thoda raston ka nasha
Thodi manzil ki pyaas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai, haan, kasam se
Baaki sab first class hai
Pal mein tola, pal mein maasa
Jaise baazi waisa paasa
Apni thodi hatke duniyadaari hai
Karna kya hai chaandi-sona?
Jitna paana, utna khona
Hum toh dil ke dhande ke vyaapari hain
Meri muskaan liye kabhi aati hai subah
Kabhi shaamein udaas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai, haan, kasam se
Baaki sab first class hai
Oh, sabke honthon pe charcha tera
Bantta galiyon mein parcha tera
Yoon toh aashiq hain laakhon, magar
Sabse ooncha hai darja tera
Jeb mein ho athanni bhale
Chalta noton mein kharcha tera
Yoon toh aashiq hain laakhon, magar
Sabse ooncha hai darja tera
Sabse ooncha hai darja tera
Meri taareef se chhupti phirein badnamiyan meri
Jaise, jaise ho aankh-micholi

Baaki sab first class hai, haan

Writer(s): Amitabh Bhattacharya, Pritaam Chakraborty Lyrics powered by www.musixmatch.com