Nishabd Songtext
von Antariksh
Nishabd Songtext
Ek chhoti si thi ummeed,
Pareshaniyo ka tha yeh hal.
Ek chhoti si meri manzil,
Dhoondhoon ab kaise main apna kal?
Ek hi baar ki thi baat
Bas ek bar
Aur saare raste saaf
Ek hi baar ki hai baat
Bas ek bar
Aur manzil hogi paas
Ek hi baar ki hai baat
Na kisi ko hoga kuch pata
Nishabd Hun main,
Dhoondhoon ek nishaan.
Pareshaan hun main,
Kya hai achha kya bura?
Nishabd Hun main,
Dhoondhoon ek nishaan.
Pareshaan hun main,
Kya hai achha kya bura?
Kaisa hai yeh dard?
Kaisi yeh khushi?
Marte na jiyoon,
Aisi zindagi.
Ek hi baar ki thi baat
Par ab raahein aur karti hain inkar
Ek baar ki thi baat
Par ab hai saari mehnat bekaar
Ek baar ki thi baat
Na milega fir jo kho baitha
Nishabd Hun main,
Dhoondhoon ek nishaan.
Pareshaan hun main,
Kya hai achha kya bura?
Nishabd Hun main,
Dhoondhoon ek nishaan,
Pareshaan hun main,
Kya hai achha kya bura?
Nishabd Hun main,
Dhoondhoon ek nishaan.
Pareshaan hun main,
Kya hai achha kya bura?
Nishabd Hun main,
Dhoondhoon ek nishaan,
Pareshaan hun main,
Kya hai achha kya bura?
Pareshaniyo ka tha yeh hal.
Ek chhoti si meri manzil,
Dhoondhoon ab kaise main apna kal?
Ek hi baar ki thi baat
Bas ek bar
Aur saare raste saaf
Ek hi baar ki hai baat
Bas ek bar
Aur manzil hogi paas
Ek hi baar ki hai baat
Na kisi ko hoga kuch pata
Nishabd Hun main,
Dhoondhoon ek nishaan.
Pareshaan hun main,
Kya hai achha kya bura?
Nishabd Hun main,
Dhoondhoon ek nishaan.
Pareshaan hun main,
Kya hai achha kya bura?
Kaisa hai yeh dard?
Kaisi yeh khushi?
Marte na jiyoon,
Aisi zindagi.
Ek hi baar ki thi baat
Par ab raahein aur karti hain inkar
Ek baar ki thi baat
Par ab hai saari mehnat bekaar
Ek baar ki thi baat
Na milega fir jo kho baitha
Nishabd Hun main,
Dhoondhoon ek nishaan.
Pareshaan hun main,
Kya hai achha kya bura?
Nishabd Hun main,
Dhoondhoon ek nishaan,
Pareshaan hun main,
Kya hai achha kya bura?
Nishabd Hun main,
Dhoondhoon ek nishaan.
Pareshaan hun main,
Kya hai achha kya bura?
Nishabd Hun main,
Dhoondhoon ek nishaan,
Pareshaan hun main,
Kya hai achha kya bura?
Writer(s): Varun Rajput, Gurtej Singh Lyrics powered by www.musixmatch.com

