Dooriya Songtext
von Anchit Magee
Dooriya Songtext
Ye baatein tumhari
Suni na yaha
Mutthi mein band mai karlu inhe
Ye raatein satati
Na koi dawa
Har raat kyu ye lagti saza
Kya mai bhi tumhe aise yaad aata hu
Kya mai bhi tumhe ab roz bulata hu
Ye dooriyan
Samay ki tarah bas jaati nahi
Ye dooriyan
Roz kisse sunati nayi
Kisi duur aau to phir bhi hamesha Teri yaad aaye
Kahi bhi na jaau to ghar mein akele satati mujhe
Ye dooriyan
Ye dil na maane
Ki tu na yaha
Teri rasai mein simte yuhi
Mere sapno mein to roz na aao
Apni yaado ko yu na jagao
Ye dooriya
Kyu na jaati
Kyu rulaati mujhe
Ye dooriya
Kyu hai aati
Kyu na jaati
Kahi
Ye dooriyan
Kyu na bhaati
Kuch nibhaati hi
Nahi
Ye dooriya
Hum na jaane
Kyu jaati nahi

Writer(s): Anchit Magee Lyrics powered by www.musixmatch.com