Jadoo Songtext
von Akshath
Jadoo Songtext
Haea mein bhee teri khushboo kee jaadoo hai
Jahaan dekhoon too dikhe, ye kaisa jaadoo hai
Saaree duniyaa rakh doon ek-tarfaa
Teri baathon mein aise kho gaya
Mere raaton mein subah too bharne lagee
Main raahee bhataka, too raastaa sahee
Naa jaane, kab, kaise teri aadat hai lagee, hai too
Tera jaadoo
Tera jaadoo
Ab har pal mein tujko hee dhundhun main yahaan-vahaan
Ho har kal mein teri hee shaamein, teri subah
Meri ye duniyaa tujme hai basii
Main laharon jesaa, too banee chaandanee
Mere raaton mein subah too bharne lagee
Main raahee bhataka, too raastaa sahee
Naa jaane, kab, kaise teri aadat hai lagee, hai too
Tera jaadoo
Tera jaadoo
(tera jaadoo) kaisa ye jaadoo tera
Chaaya hai shaam-savera (tera jaadoo)
Har lamhen mein ab ho bas too
(tera jaadoo) kaisa ye jaadoo tera
Aake ye dil mein hai teharaa (tera jaadoo)

Writer(s): Akshath Acharya Lyrics powered by www.musixmatch.com