Songtexte.com Drucklogo

Samne Ye Kaun Aaya (Jawani Diwani) Songtext
von Kishore Kumar

Samne Ye Kaun Aaya (Jawani Diwani) Songtext

Saamane ye koun aayaa dil mein hui halchal
Dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal

Are baathen mulaakaaten humse bhee to hogi
Are humse khulenge vo aaj nahin to kal

Rahana hai yahaan to donon hain jawan to
Bhala dur kaise rahenge
Mana vo haseen hai to hum bhee kam nahin hai
Vo magarur kaise rahenge

Aankhon hee aankhon mein baathon hee baathon mein
Kabhi jaan pahchaan hogi
Sun lo ye kahani hasina ek anjaani
Kisi din meharbaan hogi

Aankhon hee aankhon mein baathon hee baathon mein
Kabhi jaan pahchaan hogi
Sun lo ye kahani hasina ek anjaani
Kisi din meharbaan hogi

Saamane ye koun aayaa dil mein hui halchal
Dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal

Are baathen mulaakaaten humse bhee to hogi
Are humse khulenge vo aaj nahin to kal
Saamane ye koun aayaa dil mein hui halchal
Dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal

Songtext kommentieren

Log dich ein um einen Eintrag zu schreiben.
Schreibe den ersten Kommentar!

Quiz
Wer ist gemeint mit „The King of Pop“?

Fans

»Samne Ye Kaun Aaya (Jawani Diwani)« gefällt bisher niemandem.